Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki!


Share/Bookmark
date Wednesday, September 17, 2014

0 comments to “Jahan yaad na aaye teri”

Leave a Reply: