Wo Aankhon Se Yu Sararat Karte hain,
Apni Adao Se Yu Qayamt Karte hain,
Nigahein Unke Chahre Se Hatati hi Nahin,
Aur Wo Hamari Nazron ki Shikayat Karte hain.


Share/Bookmark
date Thursday, April 28, 2011

Sath bitaye lamhon ki jab yaad aati hai,
To tanhai me bhi wo muskan le aati hai,
Aap jaise yaar to rab ki meharbani hai
Bas isliye rab ke aage nigahein jhuk jati hai..


Share/Bookmark
date

A bright future can give you many beautiful girls
but a beautiful girl cannot give you a bright future... -
Boy's Welfare Community.. Jago kamino jago....!!


Share/Bookmark
date

A rose says --I lov u !
A smile says-! I lik- u-
A ring says-
-i marry- u"
But my Small SMS Says -
"I REMEMBER U".. Every time .. Every day...


Share/Bookmark
date

-COOL FUNDAMENTALS OF LIFE

1. Money is not everything. There's also Mastercard & Visa.

2. One should love animals. They are tasty too.

3. Save water. Drink beer.

4. Studying is healthy. So leave it for the sick.

5. Books are holy. So don't touch them.

6. Don't shout in class as it disturbs those who are sleeping.

7. Love your neighbor. But don't get caught.

8. Every one should marry because happiness is not the only thing in life.

ENJOY LIFE;
:-D


Share/Bookmark
date Friday, April 22, 2011

Kuch Raz hai jo bataye nahin jaate,
kuch aansu hai jo dikhaaye nahin jaate,
hum vo badnasib hai jo kisi ko yaad nahin aate,
aur aap vo khushnasib hai jo bhulaye nahin jaaye


Share/Bookmark
date

Har pal ki dosti ka irada hai aapse,
apnapan bhi kuch jyada hai apse,
na sochenge,sirf umarbhar ke liye,Qayamat tak dosti nibhane ka vada hai aapse.


Share/Bookmark
date

Unhone apna kabhi banaya nahi,
jhootha hi sahi pyar dikhaya nahi.
Galtiyan apni hum maan bhi jaate,
par kya kare kasur humara humein bataya hi nahin.


Share/Bookmark
date

Everyone wants others to understand their feelings.
But no one wants to understand what others feel.
Read twice & think


Share/Bookmark
date Sunday, April 10, 2011

Afridi to Pointing- Chal main bhi aa gaya ab to chalte hain
Pointing- Are abhi abhi Dhoni ka msg aaya Sanghkara ka wait karne ko kah raha tha.


Share/Bookmark
date Sunday, April 3, 2011

Ques:- SARDAAR par ek nibandh likho.
Ans:- "SArDAAR ek aeeb praani hai, ye Punjab ke ghane jungalon me paya jaata hai,
Langar hi inka pustik aahaar hai, ye chutkule banane ke kaam aate hain,
12 baje ke karib inke nikat nahin jaana chahiye, ye hanikaarak siddh ho sakte hain,
ye bade hokar truck chalane ke kaam aate hain,
balle balle ka gaana sunkar ye kahin bhi naach uthte hain,
Ab Singh is King inka national song ho gaya hai.


Share/Bookmark
date Friday, April 1, 2011