Kashti bhi nahin badli dariya bhi nahin badla, 
Hum Doobne walo ka jajba bhi nahin badla, 
He shauk-e-safar aisa ek umra hui hum ne,
Manjil bhi nahin payi aur rasta bhi nahin badla.


Share/Bookmark
date Wednesday, July 16, 2014

0 comments to “Kashti bhi nahin badli dariya bhi nahin badla”

Leave a Reply: