Santa, Banta aur Pappu picnic pe gaye,
Pahuchne k baad yaad ayaki pepsi ghar bhul gye.
Decide hua ki Pappu ghar se pepsi layega.
Pappu ki ek shart thi ki 
jab tak main na aau koi samose nahi khaega.
2 din guzar gaye, pappu nahi aya.
4 din guzar gaye, nahi aya.
Santa Banta ne socha ab samosa kha lene chahye..
Jese hi santa -banta samose khane lage...
Ped k peeche se Pappu nikla aur bola:
Aise cheating karoge to main pepsi lene nahi jaunga!


Share/Bookmark
date Monday, February 4, 2013

0 comments to “ ”

Leave a Reply: