Santa, Banta aur Pappu picnic pe gaye,
Pahuchne k baad yaad ayaki pepsi ghar bhul gye.
Decide hua ki Pappu ghar se pepsi layega.
Pappu ki ek shart thi ki
jab tak main na aau koi samose nahi khaega.
2 din guzar gaye, pappu nahi aya.
4 din guzar gaye, nahi aya.
Santa Banta ne socha ab samosa kha lene chahye..
Jese hi santa -banta samose khane lage...
Ped k peeche se Pappu nikla aur bola:
Aise cheating karoge to main pepsi lene nahi jaunga!

Santa train me ek seat par akela leta tha.
Ek aadmi aaya aur bola:"bhai thoda side me ho jaiye mujhe bhi baithna hai.
Santa:"tujhe pata hai mai kaun hu..??
Aadmi darr k dusri jagah baith gaya phir ek pahalwan aaya aur bola:
"side me ho ja chotu mujhe baithna hai"
Santa:"abe oye tujhe pata hai mai kaun hu"
Pahalwan ne santa ki gardan pakad k utha liya aur bola:
"haanbol tu kaun hai..??.
Santa:"ji mai Bimaar hu".. 2 din se tezz bukhar hai.

Bachha- Maa me kaise paida hua?
Maa- Maine ek ghada liya. Usme mitti daali. Thoda sa paani daala.
Kuchh din baad usme se tum nikale.
Bachhe ne bhi aisa hi kiya-
Kuchh din baad us ghade me se ek mendak nikala
Bachha- Dil to karta he Tujhe jaan se maar doon, magar kya karoon?? Tu meri aulaad hai..

Jab aap jeevan me safal hote hain,
Tab aapke doston ko pata chalta he ki aap kaun hain.
Jab aap jeevan me asafal hote hain,
Tab pata chalta he ki aapke dost kaun hain.
Tab aapke doston ko pata chalta he ki aap kaun hain.
Jab aap jeevan me asafal hote hain,
Tab pata chalta he ki aapke dost kaun hain.
1 muslim girl exam me Hindu boy se
Excuse me BHAIJAAN!
BOY-chup kar
Ek to Exam ne itna confuse kiya hai,
Upar se tu aur confuse kar rahi hai
Ya to BHAI bol le ya phir JAAN...
Excuse me BHAIJAAN!
BOY-chup kar
Ek to Exam ne itna confuse kiya hai,
Upar se tu aur confuse kar rahi hai
Ya to BHAI bol le ya phir JAAN...
Monday, February 4, 2013