Showing posts with label santa banta jokes. Show all posts
Showing posts with label santa banta jokes. Show all posts

Santa:- Maa mei  bda ho kar airforce me jaunga,
Maya :- mujhe kese pta chalega ye mere bete ka jahaaz hai,
Santa :- me guzarte waqt ghar pe bomb fenk dunga,..


Share/Bookmark
date Saturday, August 30, 2014

Santa’s e-banking password was:

“ram-sita-laxman-hanuman-ravan-delhi-kejriwal”

Banta: Yaar! Itna lamba password?

Santa: Kya karoon. Bank wale kehte hai ki password main 5 character aur 1 capital hona chahie….

Banta: wo sab thik hai, par Kejri uncle kyun ??

Santa: Ek special character bhi zaroori hai…. 


Share/Bookmark
date Monday, August 25, 2014

Ek Train me yatra karte hue do Girls baat kar rahin thi..
First Girl - Tujhe kaisa pati chahiye?
Second Girl - Mujhe ek CROREPATI pati chahiye.
First Girl - Agar CROREPATI nahin mila to.
Second Girl - To 50 lakh k 2 pati bhi chalenge.
First Girl - Agar 50 lakh wala bhi nahin mila to.
Second Girl - To 25 lakh ke 4 pati bhi chalenge.
In dono ki baat sunkar upar ki berth par baitha hua SANTA bola
"Jab ye 100 rupaye par aaye to mujhe utha dena."


Share/Bookmark
date Monday, February 4, 2013

Santa, Banta aur Pappu picnic pe gaye,
Pahuchne k baad yaad ayaki pepsi ghar bhul gye.
Decide hua ki Pappu ghar se pepsi layega.
Pappu ki ek shart thi ki 
jab tak main na aau koi samose nahi khaega.
2 din guzar gaye, pappu nahi aya.
4 din guzar gaye, nahi aya.
Santa Banta ne socha ab samosa kha lene chahye..
Jese hi santa -banta samose khane lage...
Ped k peeche se Pappu nikla aur bola:
Aise cheating karoge to main pepsi lene nahi jaunga!


Share/Bookmark
date