Koi chupata hai koi batata hai,
Koi rulata hai to koi hansata hai,
Pyaar to har kisko hai kisi na kisi se,
Fark itna hai koi aajmata hai aur koi nibhata hai.
Koi rulata hai to koi hansata hai,
Pyaar to har kisko hai kisi na kisi se,
Fark itna hai koi aajmata hai aur koi nibhata hai.
Kaise bataye tumhein kitna pyaar karte hain,
Sochte hain kah de par kahne se darte hain,
Kahin dosti ka rishta toot na jaye humara,
Bas isliye hum chup raha karte hain.
Sochte hain kah de par kahne se darte hain,
Kahin dosti ka rishta toot na jaye humara,
Bas isliye hum chup raha karte hain.
Jaadu hai teri har ek baat mein,
Yaad bahut aate ho din aur raat mein,
Kal jab dekha tha maine sapna raat mein,
Tab bhi apka hi hath tha mere hath mein.
Yaad bahut aate ho din aur raat mein,
Kal jab dekha tha maine sapna raat mein,
Tab bhi apka hi hath tha mere hath mein.
Kitna pyaar karte hain hum unse,
Kash unko bhi ye ehsaas ho jaye,
Magar aisa na ho ki vo hosh mein tab aaye,
Jab hum kisi aur ke ho jaye.
Kash unko bhi ye ehsaas ho jaye,
Magar aisa na ho ki vo hosh mein tab aaye,
Jab hum kisi aur ke ho jaye.
Juda hone ki baat humse mat kijiye,
Juda hokar to kabhi jee na payenge,
Are aap to shayad jee lenge humare bin,
Magar hum to apke bina mar hi jayenge.
Juda hokar to kabhi jee na payenge,
Are aap to shayad jee lenge humare bin,
Magar hum to apke bina mar hi jayenge.
Jis pal me toot jaate hain sapne,
Us pal me hi rooth jate hain apne,
Humein kisi ko manana nhi aata,
Shayad tabhi to humse rooth jate hain apne.
Us pal me hi rooth jate hain apne,
Humein kisi ko manana nhi aata,
Shayad tabhi to humse rooth jate hain apne.
Chaand to ek noor h isliye use khud pe guroor hai,
Hum guroor kare bhi to kis pe kare,
Humara to chaand hi humse door hai.
Hum guroor kare bhi to kis pe kare,
Humara to chaand hi humse door hai.