zakhmi hoti hain wafain kitni
kitna masoom sa lagta hai lafz “MOHABBAT”
Aur iss lafz se milti hain sazaein kitni.
Ek wafa ko pane ki koshish mein
Par uski shaadi ho gayi sagar se,
Kinari ki chahat lehar ko khench laati hai,
Par badnaam na ho mohabbat isliye vo laut jati hai.
Lehar ko pyaar tha kinare se
Chaand ko sitara mubarak,
Phoolon ko uski khushboo mubarak,
Dil ko uska dildaar mubarak.
Aapko aur aapke parivar
ko eid ka tyohar mubarak!!!
Samunder ko uska kinara mubarak
Duniya ke saare gham aapko jayein bhool,
Charon taraf failao khushiyon ka geet,
Isi ummeed ke saath yaar tumhein mubarak ho eid.
Eid Mubarak
Hum aapko isi tarah yaad aate rahe.
Jab tak zindagi hai ye dua hai hamari,
Aap eid ke chaand ki tarah jagmagate rahe.
!!! Eid Mubarak !!!
Diye Jalte aur jagmagate rahe
Saath gujre hue lamhon ko dil me basa dena,
Najar na aaun hakikat me agar,
To muskurake sapno me bula lena.
Meethi Meethi Yadon ko palakon me bitha dena
Kabhi kamyab na ho saki
Teri yaad shaakh-e-gulaab hai
Jo hawa chali to mahak gayi.
Tujhe bhoolne ki koshishein
Jo ik baar ujad jaate hain,
Kabrein jitni bhi sanvaro,
Vahaan ronak nahin hoti.
Phir nahin baste vo dil
Sagar se gehra koi nahin,
Yun to mujhko sabhi pyaar karte hain,
Par aap se pyaara koi nahin.
Aasman se ooncha koi nahin
Meri mohabbat ki tauheen hogi,
Main chaar logon ke kandhe pe hounga,
Aur meri mahabbat paidal hogi.
Naa aana use lekar mere janaaje me
Akele the hum, akele hi rah jaate hain
Is dil ka dard dikhayein kise
Marham lagane wale hi zakhm de jaate hain.
Paas aakar bhi door chale jaate hain
Dekha hai to sirf chehra dekha hai,
Dard to tanhai me hota hai,
Lekin tanhaiyon me logon ne,
Humein hanste hue dekha hai.
Kisi ke dil ka dard kisne dekha hai
Khaali hi sahi hathon me jaam to aaya,
Main hoon bewafa sabko bataya usne,
Yunhi sahi uske labon pe mera naam to aaya.
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya
Hum to aaj bhi vo ehsaas rakhte hain,
Badle badle to aap hain janaab,
Humare alawa sabko yaad rakhte hain.
Jakhm dene ki aadat nhin humko
Mere liye meri duniya ho tum,
Chhoo ke jo gujre vo hawa ho tum,
Maine jo maangi wo dua ho tum,
Kiya maine maine mehsus vo ehsas ho tum,
Meri najar ki talaash ho tum,
Meri zindagi ka qarar ho tum,
Maine jo chaha vo pyaar ho tum,
Mere intezar ki rahat ho tum,
Mere dil ki chahat ho tum,
Tum ho to duniya hai meri,
Kaise kahun ki sirf pyaar nahin,
!! Meri Jaan ho Tum !!
Kaise Kahoon ki kya ho tum
Khushi wo jo gham bhula de,
Humein to chahiye bas Aapka itna sa pyaar,
Jo humare yaad karne pe Aapko ek 'hitchki' dila de.
Gham Vo jo aansu la de
Dard duniya ne bina soche hi de diya,
Jo sah gye har dard ko hm chupke se,
To humko hi patthar dil kah diya.
Samjha na koi dil ki baat ko
Chaand ko chaandni mubarak.
Shayar ko shayari mubarak.
!! Aapko hamari taraf se eid mubarak !!
Gul ko gulshan mubarak
Unki hansi ko apne hothon se muskurakar dekho,
Unke ashkon ko apni aakhon se girakar dekho,
Unki bechainiyon ko apne dil main basa kar dekho,
Ye mohabbat ek hasin tohfa he aye dost,
Kabhi mohabbat ko is tarah bhi nibhakar dekho.
Kabhi unki chahat ko apna pyaar bana ke dekho
Abhi to humne chalne ka irada kiya hai,
Na haare hain na haarenge kabhi,
Ye kisi aur se nhin khud se vaada kiya hai.
Abhi na poocho humse manjil kahaan hai
Ghambheer hai kissa sunaya nhi jata,
Ek baar jee bhar ke dekh lo is chehre ko,
Kyun ki baar-baar kafan uthaya nahin jaata.
Kitna Dard Hai Dil me dikhaya nahin jaata
Phir yah waqt dagmagayega aahista aahsita,
Tum mujhe yaad rakhoge kuchh der,
Phir ye yaad bhi mit jayegi aahista aahista.
Zindagi gujar jayegi aahista aahista
zikar aapka hi he in baaton me,
maut aaye to yakinan dhokha hoga,
meri to zindagi hai bas apki hi saanson me.
Aapka hi intezar hai in aankhon me
Par Jaan nhin jaati,
Dard hota hai,
Par Awaz nahn hoti,
Ajeeb log hain is jamane me,
Koi bhool nahin pata,
Aur kisi ko yaad nahin aati.
Saanse tham jati hain
some people can stay in your heart
but not in your life.
At some point
Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai
Tumhari Har Adaa Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai
Ab To Meri Zindagi Tumhare Intezar Ke Liye Hai.
Mere Dil Ki Har Dhadkan Tumhare Liye Hai
Murga:- Aakhir mujhme kya kami thi, tumhari cast ka tha, us kauwa me aisa kya tha.
Murgi:- Amma baba ki khwahish thi ki ladka airforce me hona chahiye.
Murgi aur Kauwe ki shaadi fix ho gyi
Dost bankar daga deta h
Vo to maa baap ka dil h verna
Muft me kaun dua deta h.
Jisko dekho vo saja deta h
Khushi ke badle gam naseeb hote hain,
mere dost mohabbat na karna kabhi kyu ki,
pyaar karnewale bade badnaseeb hote he.
Suna hain pyaar karne wale ajeeb hote hain
Main khud laut jaunga mujhe nakam hone do,
Mujhe badnam karne ka bahana dhoondhte ho kyon,
Main khud ho jaunga badnaam pehle naam to hone do.
Abhi sooraj nhin dooba jara si shaam hone do
Hum Doobne walo ka jajba bhi nahin badla,
He shauk-e-safar aisa ek umra hui hum ne,
Manjil bhi nahin payi aur rasta bhi nahin badla.
Kashti bhi nahin badli dariya bhi nahin badla
Pappu:- Darr to aapki pehle ki movies me bhi lagta tha,
Kahin peeche se mummy papa na aa jayein.
"Ragini MMS 2" me sabko dara ke rakh dungi
Zehar Lete Hain To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai,
Tu Hi Bata Aye Dost Kya Karun,
Jisko Bhi Chahte Hai Wo Bewafa Ho Jati Hai!
Maut Mangte Hai To Zindagi Khafa Ho Jati Hai
Jab Jagta Hai Insan Tab Kismat Soti Hai,
Insan Jis Par Apna Haq Khud Sey Zyada Samajhta Hai,
Wo Amaanat Aksar Kisi Aur Ki Hoti Hai.
Zindagi Ki Haqiqat Sirf Itni Hoti Hai
Usne use Baadal ka Naam diya tha,
Rote the dono ek dusre Ki Judai me,
Aur Logo ne use Baarish ka Naam diya tha.
Saawan ne bhi kisise pyar kiya tha
Husband : Ghutno pe Chal k Aayi thi Mere Paas.. ghutno pe.
Biwi se Jhagda Solve hua kya
Khwahishon me sab kuch Gawa doge.
Har koi karega vaada Saath Dene ka,
Fir Itna Dhokha khaoge ki khud ko mita doge.
Na karna kisi Se Pyaar ki Ummid